Computer Knowledge And gadget information In Hindi

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

ads
Hamare Bahut Se Dosto Ko Pata Hai Jab Ham Computer Par Kam Karte Hai To Hamara Computer Kuch Time Ke Liye Hang Ho Jata Hai To Hamko Jab Bahut Si Tarah Ki Paresani Ka Samna Karna Padta Hai. To Dosto Aaj Mein Apko Bataunga Ki Apne Computer Ya Laptop Ko Virus Se Kaise Safe Rakh Sakte Ho. Aap Ko Aagar Apan Computer Ya Laptop Ko Internet Se Safe Rakhna Hai.
Computer Ko Virus Se Kaise Bachaye
Computer Ko Virus Se Kaise Bachaye


Computer Ko Virus Se Kaise Bachaye

Apko Apne Computer Ya Laptop Mein AntiVirus Ka Use Karna Padega. Kafi Antivirus Aise Aate Hai. Jo Free Hote Hai. And Kafi Antivirus Aise Aate Hai Jo Paid Hote Hai. Mein Apko Ek Hi Advice Dunga Ki Aap Jyda se Jyda Paid Antivirus Use Kare.

Best Antivirus For Laptop And Computer

Aaj Kal Bazar Mein Bahut Se Antivirus Hai.Jo Ki Har Price Mein Mil Jate Hai. Jyda Se Jyda Bazar Mein Paid Antivirus Hote Hai Aur Bahut Se User Free Antivirus Bhi Download Kar Lete Hai. Aur Bahut Se User Hamare Paid Antivirus Use karte Hai. 

  •  McAfee Antivirus
  • Quick Heal Antivirus
  • Norton Antivirus
  • AVG FREE Antivirus
  • Avast FREE Antivirus
Ye Kuch Antivirus Se Name Te Dosto Jo Aap Apne Computer Ya Laptop Mein Install Kar Sakte Hai. Ye Antivirus Aap Ko Computer Ko Puri Tarah Se Safe Rakhenge Aur Aap Ka Laptop Ya Computer Hang Bhi Nahi Hoga. 

In Cheezo Se Computer Ko Bachaye 

Pen Drive : Bahut Si Baar Ye Hota Hai Ki Ham Bahut Si Pen Drive Ka Use Kar Lete Hai Usko Bina Scan Kiye To Hamko Is Baat Pee Nazar Rakhni Hogi Ki Ham Kisi Bhi Pen Drive Ka Use Karne Se Pehle Usko Scane Karke Hi Use Karenge. Kyuki Jyada Tar PC MeinVirus Pen Drive Se Hi Aata Hai. Computer Ko Virus Se Bachane Ke liye Ye Jaruri Work hai.

Risky Ki Website Open Na Kare : Ham Bahut Si Bahut Faltu Ki Website Open Kar Lete Hai. JO Hame Nahi Karni Chahiye Kyuki Inhi Faltu Ki Website Se Hamare Computer Mein Virus Aa Jate Hai.

Email And Downloads : Bahut Si Baar Ham Apne Inbox Mein Aaye Faltu Mail Ko Open Kar Lete Hai Aur Unme Jo Link Aati Hai Unko Open Kar Lete Hai. To Unke Karan Bhi Hamare Computer Mein Virus Aa Jate Hai. Aur Bahut Si Baar Jab Ham Koi Cheez Download Karte Hai aur wo Shi Download Nahi Hota Hai Wo Bhi Ek Karan Hai. Hamare Computer Mein Virus Ka To Hamko In Sabhi Faltu Ki Site Se Bachna Hoga Tabhi Ham Hamare Computer Ko Safe Kar Sakte Hai. 

Important Tips 

Jab Bhi Aap Apen PC Ko On Karte Ho Tab Apko Sabse Pehle F8 button Dabana Hai. Isko Dabane Ke Baad Apke PC Screen Par Safe Mode ka Option Nazar Aayega Usko Select Karke Apko Enter Ka Button Dabana Hai. Safe Mode Mein Khulne Ke Baad Apko Antivirus Use Karna Hai Jisse Hamare PC Mein Jo Virus Hoga Jo Aasani Se Hamare Samne Aa Jayega To Aap Usko Delete Karke Apne Computer Ko Safe Mode Mein Chala Sakte Hai.

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]

ads
| Designed by Colorlib