Computer Knowledge And gadget information In Hindi

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

ads
Hello Friends Mai Aaj Kal Dekh Raha Hu Ki 4G Jio Sim Ka Craze Bahut Jayda Hi Chal Raha Hai Hai

Her Koi User Jio 4G Ke Bare Mai Puch Raha Hai . Jio Ki Sim Ne 4G Start Ki Hai Jisme 3 Month Tak Internet Unlimited And SMS Free Milenge .

Dosto Pehle Ye Sim Sirf  Lyf Se Handset Ke Sath Ki Free Mai Di Ja Rahi Ti Par Aab Ye Har 4G Smartphone Ke Users Ko De Ja Rahi Hai.


3G Mobil Me 4G Jio kaise Chalate Hai- Killer Trick
Jio In 3G Phone


Dosto Ham Apko Batayenge Ki Jio 4G Ki Sim Kaise Paye.


Mene Dekha Hai Ki Dosto Har Smartphone Ke Liye 4G Available Hai. Par Kuch Smartphone Aise Bhi Hai Jinke Liye 4G Sim Nahi Mil Rahi Hai .


May Be Aane Wale Kuch Dino Mai 3G Handset Mai 4G Support Ho Jaye .

Ham Apko Batayenge Ki 4G Sim Aap Apne Smartphone Mai Kaise Use Kar Sakte Hai ...

Dosto Mere Pass SamSung Ka Galaxy J2 Hai  Aur 4G Mere Samsung Mobile Mai Support Hai.

Aur Ham Apko Batayenge Ki Aap Bhi Apne Smartphone Mai 4G Kaise Use Kar Sakte Hai.

Mene Dekha Hai Jab Se Realince Ne Jio 4G Start Ki Hai Jab Se Store Par Sim Available  Hi Nahi Hai. Jitni Sim Store Par Aa Rahi Hai Utni Hi Sale Ho Rahi Hai.

Bahut Se Customer Ko To Aab Tak Sim Hi Nahi Mil Rahi Kyuki Jio Ka stock kam pad jata hai

Generate Bar Code in 3G phone

Jio 4G Sim Ko Lene Ke Liye Ek Process hai Sabse pehle To aap Ke Pass 4G Smartphone hona Chahiye. Agar Apke Pass 4G Mobile Hai To  Sabse Pehle Aap ko My Jio Application Download Karni Padegi Aur Us Application Ko Apne Smartphone Mai Install Karna Hoga Waha Par dosto Ek

Option Hoga Get Jio Sim. Hoga Us Par Click Karne Ke Bad Wo Apse Aap Ki Location Ke Bare Mai Puchta Hai.Aap Location Select Karke Next Button Par Click Karna Hai. Uske Bad Code Generate Karna Hai. Usse Bad Aap Ke Kuch Information Magega Aur Aap Ko Wo Fill Kar Deni Hai .
Uske Bad Apke 4G Smartphone Mai Code Aa Jayega Jiski Madad Se Ap Sim Le Sakte Hai.

Hamre Kuch Dosto ke Pass 4G Mobile Nahi Hai Unke Ke Ek Trick Mai Bataunga Jisse Wo Aasani se 4G sim Apne 3G Handset Mai Use Kar Sakenge.

Dosto Mene To Jio 4G Sim Apne Document Se Form Fill Karke Li Thi Par Aab Apko Direct Hi Aadhar Card Dikha Kar Mil Jayegi Jiska Koi Charge Ni Lagega .


Dosto Kuch Tips Mai Bataunga Jisse 3G Smartphone Wale Bhi 4G Ka Aanand Le Sakenge..



  • Sabse Pehle Apko Jio Application Ke Sari App Ko Install Karna Padega. Ye Sari Application Apko Jio Wale Aap Mai Hi Mil Jayengi.
  • Application Ko Download Karne Ke Bad Aap ko Mobile Ki Setting Mai Jakar Clear Data Karna Hoga 
  • Uske Bad My Jio Application Ko Uninstall Kar Dena Hai.
  • Uske Bad App Ko Is Link Se Dubara Application Ko Install Karni Hai 
  • Yad Rakhna Hai Ki Jab Application Ko Open Karte Time Mobile Ka Data Off Hona Chaiye 
  • Unke Bad Mobile Ko Restart Kare
  • Uske Bad Jio Application Mai Jaye Par Dhayan Rakhe Ki Mobile Data Off hi Hona Chahiye.
  • Uske Bad jab Aap Jio Application Mai Jaayenge to aap Ko Get Jio Sim Ka option Dikhai Dega
  • Uske Bad Apko Apne Mobile Ka Data Ya Wifi On Karna Hai. Aur Aage Ki Sari Details Offer Code, Gererate kar Sakenge.
Fir Usse Bad Apko Simple Si Process Karni Hai Aur Location Select Karni hai Aur Next Button Par Click Kar Dena Hai.Aur Aap Code Ko Generate Kar Sakte Hai .

Fir Aap Ke Pass Code Aa Jayega Uske Bad Aap Aasani Ke Sim ko Le Sakte Hai 
Mere Bahut Se Friends Ke Pass 3G Mobile Phone Mai Mene Unko Bataya Ki Wo Ye Process Kar Le Uske Bad Unke 3G Mobile Mai Code Generate Ho Jayega .

Unhone Ye Same Process Ki Aur Unka Mobile Mai Code Generate Ho Gaya Aur Wo Log Bhi 4G Ki Tarah 3G Mobile Mai 4G Ka Aanand Le Rahe Hai.

Dosto Aaj kal To Sabhi Mobile Users 4G Sim Ka Use Kar Rahe Hai Chaihe Unke Pass 4G Mobile Ho Ya 3G Mobile .

Isliye Aap Bhi Apne 4G Ya 3G Mobile Phone Mai Jio 4G Ka Aanand Le Sakte Hai. Bas Ye Simple Si Tips Follow Karke aap Bhi Jio Sim Ka Use Jarur kare !
EK 3G smartphone me hum bhi 4G Jio Use kar rhe hai. To Dosto Es Post ko Dosto ko share jarur kijiye;

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]

ads
| Designed by Colorlib