Computer Knowledge And gadget information In Hindi

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

ads
Helllo Friends Aaj Kal Sabhi 4G User Jio Reliance Ka Aanand Le Rahe Hai. Aur  Sabhi 4G Users Ke Pass Reliance Ki Jio 4G Hai Aur Wo Sare User Apne Mobile Phone Mai Jio 4G Ka Aanand Le Rehe Hai. Lekin Mai Jo Apko Bata Raha Hu Wo Bahut Se Hamre Dosto Ko PataNahi  Hai Ki Ham Hamare Smartphone Se Apne Laptop Ya Computer Mai Internet Use Kar Sakte Hai. Aur Apne Mobile Phone Se Bhi Jayada Speed Se Ham Hamare Computer Mai Reliance Jio Se Fast Net Chala SAkte Hai.

Bahut Sare Users Ke Pass Mobile To 4G Hai Lekin Unko Download Karne Ki Bari Aati Hai To Wo Sirf Utna Hi Use Kar Pate Hai Jitna Unke Smartphone Mai Space Hota Hai. Wo Download To Kar Lete Hai. Lekin Unko Sath ke Sath Delete Bhi Karna Padta Hai To Dosto Mai Apko Ek Aisi Trick Bataunga Kiski Help Se Aap Reliance Jio Sim Ka Sahi Use Kar Sakte Hai Aur Movies, Songs. Games Ya Koi Office Work Bhi Ya Video Upload Aasani Se Kar Sakte Hai Wo Bhi Mobile Se Fast.







Reliance Jio Sim Se Internet Kaise Chalaye Laptop ya Computer Mai.

Mobile Hotspot:

Dosto Mai Bata Du Ki Mere Pass Bhi Reliance Jio 4G Hai Aur Mene Ye Post Bhi Apne Mobile Ya Hotspot Chala Kar Hi Write Ki Hai. Kyuki Dosto Sabhi Smartphone Users Ke Pass Android Mobile Hai Per Aur Mai Ye Ni Bol Raha Ki Sabhi Ke Pass Laptop Hai. Jin Dosto Ke Pass Laptop Ya Computer Hai To Wo Batter Use Kar Sakte Hai. Reliance 4G Hai. 
Ye Jo Mai Mobile Hotspot Bata Raha Hu Ye Apke Smartphone Mai Ek Option Mobile Hotspot Ka Aata Hai Jiksi Help Ye Aap Apne Laptop Ya Computer Mai Internet Batter Use Kar Sakte  Hai 
Ye Mobile Hotspot Ka Option Apne Mobile Mai Ek Setting Ka Feature Hota Hai Apko Us Feature Mai Click Karna Hai Aur Apke Samne Bahut Sare Option Aa Jate Hai Usme Se Ek option Mobile Hotspot and Tethering Ka Aata Hai Apko Us Option Par Click Karna Hai Uske Bad Mobile Hotspot Ka Option Aata Hai Wo Off Hota Hai Apko Us Option Ko On Kar Dena Hai Aur Mobile Data Bhi On Hona Chahiye. 
Mobile Hotspot On Karte Hai Wifi on Ho Jata Hai Aur Chahaye To Aap Apne Hotspot ka Password Laga Sakte Hai Security Ke Liye Ya Nahi.
Hotspot On Karne Ke Bad Aap Apne Computer Ya Laptop Mai Connect Kar Ke Reliance Jio Ka Use Kar Sakte Hai.

Modem Ya Dongle

Jayada Tar Users Apne Laptop Ya Computer Mai Net Chalane Ke Liye Modem Ka Use Hi Karte Hai.  Kyu Reliance Jio Se Pehle User Jayada Tar Modem Se Hi Net User Karte Te Modem  Ya Dongle Se Aap Usme Reliance Jio Ki Sim Ko Laga Kar Bhi Internet Use Kar Sakte Hai Dongle Jayada Tar 3G Aata Hai Lekin Aaj Kal Jio 4G Ka Creaze Hai To Apko New Dongle 4G Purchases Karna Hoga .
Aur Aap Bhi Jio Ka Shi Use Kar Sakte Hai .

I Hope Ke Apko Ye Trick Kam Aayegi Computer Ya Laptop Mai Net Chalane Ke Liye .


No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]

ads
| Designed by Colorlib