Computer Knowledge And gadget information In Hindi

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

ads
Facebook World Ma Sabse Jayada Use Popular Social Site Hai. Aur Ham Sab Log Facebook Ka Use Karte Hai. Apne Friends Family Se Bat Karne Ke Facebook Ka Use Karte Hai. Aur Bahut Se Aise Log Hote Hai Jo Facebook Bana To Lete Hai. Par Usko Use Nahi Karte Hai. Aur Apne Kam Mai Use Karte Hai. Facebook Delete karne ka Reason Jo Bhi ho par aap chahe to Free Me Facebook Account Delete kar Sakte hai.

Aur bahut Se Logo Ko Ye Pata Hota Hai Ki Facebook Account Kaise Banaya Jata Hai. Par Unko Ye Nahi Pata Ki Facebook Account Ko Deactivate Kaise Kiya Jata Hai. ham Apko Batayenge Ki Apna Personal Facebook Account Ko Delete Kaise Kare.
Facebook Account Ko Full Delete
Facebook Account Ko Full Delete

How To Delete Facebook Account 

Facebook Account ko Delete karne ke liye sabse pahele app ko kuch jaruri kaam kar le. Agar app ka koi Group Ya koi Business Page hai to agar aap ka koi group page yeah business id hai to uska admin bhi kisi another person wo bana sakte hai. 

Ab App chahe to Facebook Account ko Delete kar Sakte hai. 

Facebook Account Ko Delete Karne Ke Liye Sabse Pehle Apko Apna Facebook Account Log-In Karna hai | Log -In Karne Ke Bad Agar Apko Facebook Ka Kuch Data Download Karna hai Jaise Messages Etc. Agar Apko Download Karna Hai To Setting Mai General Tab Mai Jakar Download A Copy Par Click Karke Aap Apna Personal Data Download Kar Sakte Hai
  1. Sabse Pahele Apko Facebook Account ki Setting Me Jana hai 






Sabse Pehle Apko Delete Facebook Page Par Click Karna Hai| Mene Link Bana Di Hai Chahiye To Yha Par Bhi Click Kar Sakte Ho
  • Uske Bad Delete My Account Ke Option Par Click Karna Hai
  • Uske Bad Apke Apne Facebook Account Ka Password Magega.
  • Apko Apna Facebook Account Ka Password Type Kar Dena Hai.
  • Fir Captcha Code Magega. Aap Ko Captcha Code Dal Dena Hai.

Uske Bad Apko Kuch Nahi Karna Hai. Facebook Aap Se 14 Days Ka Time Magega Aur Us Time Mai Aap Ko Apni Facebook Id Lon-In Nahi Karni Hai. Agar Apne 14 Days Se Pehle Apne Apni Facebook Id Lon-In Kar Di To Samjh Lena Aap Ki Facebook Id Delete Nahi Hogi.
Kyu Facebook 14 Days Ka Time Isliye Mangti Hai Kyuki User Us Id Ko Dubara To Use Nahi Kar Raha Hai.

Isliye Agar Apko Apna Facebook Azccount Delete Karna Hai To 14 Days Tak Facebook Account Ko Log-In Nahi Karna.
Dosto Facebook Account Social Media ka popular account hota hai. Delete karne se pahele aap Facebook Account ko Deactivate karne ki soch sakte hai. Jisse aapki account delete nhi hogi par jab tak aap login karenge to tab hi activate hogi.

No comments:

Post a Comment

Bottom Ad [Post Page]

ads
| Designed by Colorlib