Computer Knowledge And gadget information In Hindi

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

ads
Hello Friends. Pichle post me Mene bataya ki 4G Jio sim 3G Smartphone me kaise chalaye aur Aaj Mai Apko Bataunga Ki Apne Personal Gmail Account Ka Password Kaise Change Kare. Dosto Mai Bhi Apna Gmail Account Ka Password Her 2-3 Month Mai Change Karta Rehta Hu Kyuki Hamri Sari Personal Information Gmail Account Mai Hi Hoti Hai. Ham Bahut Se Business Bhi Gmail Account Ki Madad Se Hi Karte Hai. Isliye Mai Her 2-3 Mahine Mai Apna Gmail Account Ka Password Change Karta Rehta Hu. Aur Aaj Kal To Bahut Se Hacker Bhi Bahut Aa Gaye Hai Jo Hamare Account Ke Password Change Karte Rehte Hai. To Dosto Mai Apko Bataunga Ki Apne Gmail Account Ko Aap Kaise Safe Rakh Sakte Ho.



Why I should change Gmail Password:

Dosto sabse phele hame ye janna jaruri hai ki Gmail Ke password ko regular change karne ki kya jarurat hai to me apko bata du ki Gmail account Online work ka Ek Base Hota hai. agar apka Gmail account hacked ho gya to Internet par Hamara Wajood Hi nhi reh jata hai. kyu ki hacker sab kuch Delete kar sakte hai esliye account ko safe rakhna. aur khas-kar Gmail account ko safe Rakhna bahut jaruri hai.

Change Gmail Password -


Apko Apne Google Gmail Ka Password Change Karne Ke Liye Sabse Pehle Aap apne Google account me log-in kijuye 

Is URL Ki Madad Mail.Google.com Jaye aur Username or password type Kare Aur Apna Gmail Account Ko Login Kare.










Sign In Karne Ke Bad Apko Apne Gmail Account Mai Right Mai Ek Setting Ka Buttion Dekhai Dega . Uspar Apko Clicik Karna Hai . Aur Ek DropDown Mainu Opne Ho Jayegi Aur Us Mainu Mai Setting Ke Option Par click Kare.


Setting Mai Jane Ke Bad Account And Import Ke Option Par Click Kare.


Usme Kuch Option Opne Honge Jisme Ek Change Password Ka Option Hoga. Jis Par Apko Click Karna Hai.


Click Karne Ke Bad Apke Samne Gmail Loing Wala Option Aa Jayega Jisme Apko Apna Old Password Dalna Hai .


Old Password Dalte Hai Gmail Aap Se Ek New Password Ke Bare Mai Dalne Ko Kahega,  

Aur Aap Ko Dona Fields Me New Password Ko Dal Dena Hai, Aur Neeche Change Password  Option Par Aap Ko Click Kar Dena Hai.

Jaise Hi Aap Change Password  Par Click Karte Hai Aur Aap Ka Password Change Ho Jata Hai .


Mai To Dosto Aap Ye Ek Hi Bat Bolunga Ki Apne Gmail Ka Password Har Regular time Ke Aandar Change Karte Hi Rekhna Chahiye. Jaisa Mai Karta Rehta Hu. Jisse Apka Gmail Account Safe Reh Sake..

2 comments:

Bottom Ad [Post Page]

ads
| Designed by Colorlib